How to write a high qoulity blog post ? How to Write blog post ? Yeah İm gonna explain you here about that !
Ab hindi me sbse useful tips for blog btane wala hu jo aapki blog ke organic traffic ko grow krega or seo me aapko acha response milega ,
Kya Aapka adsense account approve nahi ho raha hai ? Kya aapko acha traffic nahi mil raha ? Kya log aapke articles pe comments nahi karte ?
To ye sab tabhi hoga jab aap ek achi post likhenge or achi post likhne ke liye kya kya chahiye ?
Ji haan aapko apni blog me post likhne ke liye sabse pehle ache or sucessfull ideas dhundne honge , oe free kisi free stock image wali site se blog ke liye pictures download karni hai , aur ek blog post likhne ke liye topic ka hona bahut zaroori hota hai , or topic aisa ho jo sbko pasand bhi aaye or traffic bhi laye , ji han triffic lana aapke likhe article ka hi kaam hota hai , agr article acha or high qoulity wala hoga ,Or sath hi bada hoga to aapko bahut sara daily blog traffic layega , agr aapka article chota sa hai or sath hi purposeless bhi hai to bs umeed chodd do money or visitors ki or na hi koi aapki post ko psnd krega or na hi aap adsense ki ads lga skate ,
Na koi income hogi , agr income pana chahte ho to ek achi si post likho or post ke liye topic dhundo topic ke liye ideas dhundo , fir bs aap success bhi ho paoge ... To aayiye btata hu ki achi blog post likhne ke liye kya kya karna hota hai or achi post keise likhi jati hai :-
1 :- Understand Your Audience And Visitors :
Sabse pehele btana chahunga ki apne visitors ko handle krna sikho or WO kya pdhna chahte hai or kya share karna chahate hai weisi hi post aap apni blog me likho or publish karo , taki visitors ko aapki blog me Aake satisfaction mil sake or Wo Jake dosto ko bhi bataye , or dhyan rakhe ki apni visitors ko kabhi bhi ignore mat karna wrna Wo kabhi dobara aapki blog me help pane ke liye nahi aane wale aap unke swalo ka jwab de Or unki requests ko pura karne ki koshish Karen , unki har problem ko apni problem samjh ke use solve kariye taki Wo bhi khush or aap bhi khush , hmesha spammers se bhi bch ke rahe aap kisi ko apni personal gmail I'd na de , or na koi bhi information de jisse aapko problem ho jaye ..
Choose the best topic for blog post :
Aap jab bhi post likhte ho to Aap jaroor confuse ho jate honge ki title kya likhe or kahan se le , or jldbazi me aap bekar sa title likh dete ho jise koi bhi search box me nhi likhta or na aapko traffic milta , achi post likhne ke liye ek acha title hona jaroori hota hai jb tk acha title nhi hoga tb tk aapki blog ki koi bhi post promote nahi hoti or na aap earning kr pate to blog ka title aisa ho Jo lakho logo tk apne aap aasani se pahunch jaye , or log aapko thanks bhi bole post likhne ke liye , kyuki jb bhi log post pdhne Aate hai to 70% impression unpe blog post ke title ka hi pdta hai jaise : how to get free 2000Rs mobile balance I'm just a 5 minet !
Log ise pdhkr smjh jate hai ki blog ki post me kya hoga , or tbhi 80% log title dekh kr post pr click krte hai Google pr , to aap jab bhi title likhe to yaad rakhe ki title sabse alag ho
Or sabse acha ho , jise log jyada se jyada search kre ... Or title aisa ho ki log use dekh ke comments krne ko majboor ho jaye or jrur comment kare , sath hi blog subscription bhi le le , yeh bhi aapko faydemand ho Sakta hai isse aapke visitor ki email list tyar ho jati hai jisse aap Sidhe unke mail box tak apni sari posts ko pahuncha pate hai , isse logo ko bhi kafi suvidha mehsoos hoti hai unhe baar baar new posts padhane ke liye blog ki website pe bhi nahi aana pdta ....
Use CTA (Call-to-action) In the end of post :-
Aap apni blog post ke last me "call us " ka button bhi laga sakte hai jisse log aapko acha communicator smjhte hai aap apna number bhi de sakte hai or log aapko call krte hai jab unko aapki help ki jarurt mehsoos hogi , isse aapki visitors or aapke bich ek acha relationship ban Jata hai or aap apne visitors ke sath friendly behavior rakhe , ye baat sabko psnd aa jati hai aap yaad karke Dekhiye jab aapka pehla bff bna tha to usne bhi aapse ache se baat ki hogi or wo hmesha ke liye aapka sacha dost ban gya hoga or aapki har baat manta hoga sath hi aapki respect bhi krta hoga dil se , to yahi baat hai visitors ki bhi aap sabki help kariye , paise kamne ke liye nahi , sbki success ke liye !
Paise to apne aap aane lgte hai jab aap koi kaam shuru krte hai WO kaam aapko paise bhi deta hai pr aapko us kaam se paise lene aane chahiye ....
Building permalink :-
Jab aap permalink banate ho to dhyan rahe ki permalink short or unique ho , jaise : example.com/read-about-internet.php
Isse search engine me bhi Kafi pdta hai aap search engine me top pe aane lagte ho , or log aapki link pe click krne lgte hai or earning bahut jyada hone lgti hai jisse aap successful hone lgte ho...
Ek permalink puri site ko explain bhi karti hai wo khud logo ko majboor bhi krti hai Click krne ke liye , to aap ek achi permalink likhiye / bnaiye . jisse aapko acha profit ho sake , aap chahe ho permalink ke kafi sare fayde bhi padh sakte hai google me search karke ,or aapko hzaro fayde mil jayegnge or aap last me ye accept krenge ki permalink ke bina post adhuri hai or aap hmesha permalink edit krke likhnge !
Search Description :+
Permalink ke sath mile option search description pr click kriye or isme apne blog ke baare me ache ache words likhe Jo aap chahte hai ki log search krke is post pr aaye , ye box aap keh sakte hai ki title2 likhne ki jagah hai jahan aap bahut sara title likhe skenge pr kisi ko show nahi hoga , or ye seo ke liye better hota hai isse post top pe aane lgti hai aap search description example le sakte hai jaise post ka main title hai : How to use WhatsApp !
To search description me likhe :/
Read here how to use WhatsApp , how to use WhatsApp in Hindi , WhatsApp keise chalate hai Hindi me !
Aise hi aap isme bahut kuch likh sakte hai ....👍Jisse kafi sare log search engine me search krke dekh payenge Or aapki blog pe aayenge , or aap apne liye ek domain lele to ye to achi baat hogi isse log aap pe vishwas krne lgte hai or aapki blog ko website samjne lgte hai , to bilkul aap domain le or in sb cheezo ka use kre , fir aapki blog sare engines me top pe show huaa kregi aap free me bhi domain le skte hai uske liye Maine post bhi likhi hai aap chahe to comments me bhi puch site hai or Main jaroor aapke question ka answer dunga ,
Use high CPC paying keywords in your blog post.
To maine aapko btaya ki kis trh aap ek achi blog post likh skte ho or wo bhi chote chote useful steps me , aap jrur inhe try kre or comments me btana na bhule ki aap ko kis tarah isse help huyi hum is blog me hindi me help karte hai aap chahe ho baki ki post bhi padh sakte hai jisse aapko blogging karne or sikhne me kafi madad hogi hmari baki posts हिन्दी me hai aap dekh skenge or ye post English characters me hai pr Hindi me hai , agr aapko yE post achi lgi to blog subscribe bhi kare ...
Thanks 💚✌

- İdeas for blog post
- Free Stock Photos For Blog
- Topic For Blog Post

Did you know you can shorten your links with AdFly and receive money from every visit to your shortened urls.
ReplyDeleteEasily Boost Your ClickBank Traffic And Commissions
ReplyDeleteBannerizer makes it easy for you to promote ClickBank products by banners, simply go to Bannerizer, and grab the banner codes for your favorite ClickBank products or use the Universal ClickBank Banner Rotator to promote all of the available ClickBank products.