Aaj aapke liye ek achi jankari lekar aaya hu umeed hai aapke jarur psnd aayegi , to hum btane wale hai ki " MX Player me show hone wali ek problem AC3 Volume not supported ko keise thik kare " aaj main aapko iski puri jankari dene wala hu or nishchint ho jayiye kyuki 2 minute me aapke MX Player ki volume bhi chl padegi ,
To aayiye sabse pehle Jante hai ki MX Player kya hai ?
MX player ek media player hai or ye maximum sabhi operating systems ke liye available hai e.g android, windows , Linux , MacOS , Unix.
Mx player can plays almost all type or movies files :
Including _ 3GP , avi , f4v , flv, mkv,divx,mp4 , mpeg, vob ,mov ,wmv , webm and many more .
Supporting CPU: ARM v5TE And Higher , MIPS32rev .2 , Intel x86.
Log jyadatar mx player ko movies dekhne ke liye use karte hai kyuki MX player ke kafi sare features hai jinse users khush rehte hai ,
To main aapko btata hu AC3 Audio Not Supported ka kya solution hai !
Ac3 tab show hota hai jab koi movie high quality ki ho or 1.5GB se jyada hoti hai , or fir mobile phone me audio nahi chalti chahe fir wo English ho ya Hindi .
Iska ek aasan sa solution main aapko btane ja Raha hu to dhyan dijiyega ...

1)Sabse pehle internet browser open kar lijiye or Google.com open Kare .
2) ab aap " ARMv7_Neon_1.8.6.Zip " likhkr search Kare .
3) ab aapko ye file download karni hogi internet ki kisi bhi website se or dhyan rhe ki file zip format me hi , agar aapko file nahi mili to don't worry main niche likh de rha hu yahan pe click karke aap directly download kar sakte hai .
4) ab us file ko kisi blank folder me move kre.
Ab download karne ke baad aap MX Player open kare , ho sakta Hai ye automatic add ho jaye MX player me , or MX player pe ek pop up menu aayega ki aapki file add ho Gayi hai ab MX player dobara start kre , ispe OK pe click kre or dobara MX player open krke video ya movies play Kare jisme audio nahi chal rhi.
Ding dong ! Ab aapki audio...
Agar automatic add nahi huyi file to aise add kare..
1) sabse pehle MX Player open kare .
2) ab right side bar me diye teen dots yani menu pe click kre .
3) ab menu me diye gaye option " settings pe click Kare.
4) ab 3sre number pe ek option hoga ... " Decoder " uspe click Kare .
5) ab uper ki tarf slide kre yani show huye page ke last/bottom me jaye or wahan sabse last me " custom codec " likha hoga , uspr click kare .
6) ab use folder ko open kare jahan pe wo file (AMRv_7_Neon) download karke move ki thi ...
7) ab us file pe click karke use select kare .
8) Yeah Done ! ab ho gaya .....
Ab aapki AC3 audio chal rahi Hai . Agar nahi chali to uske liye ye file nhi chlegi uske liye dusri file download karni hogi , Wo main bta dunga aap bus comment karke bata dena ki yahan problem aa rahi hai ..., bus aapko aapka solution aapki email ID pe bhej Diya jayega , agr Aap hmse email me puchna chahte hai to ye hai hmari gmail ID - Panwerdishu@gmail.com ... Come on ! Jaldi kariye aapke har problem ka solution bus 2 kadam ki doori pe hai ....
Thanks to read the article....
No comments:
Write Comments